Thursday 6 November 2014

Urdu Ghazal

mein nahi janta wo khan hai basa
ik ajab se kashash ha bas darmyan

soch mn us ki gum hu mn hr waqat
sochta ho ga wo bhe mujh ko wahan

bohat sy dil shnash thy aay mery aangan  mein
us ki bad'dua sy na loi be bas paya yahan

us ki yaadin hein or meri tanhai
bas ye he ha paas mery dolt-e-do jhan

na ab tk paas aaya ha or he mein jaan paya hun
wo bas ik khayal ha ya haqiqat mein ha zaman

ab milny ke be umeed chali jaati ha GHSFIL
tetley ki tarha bas nazar aata ha yahan wahan

<Red Bed,Pillows/>


0 comments:

Copyright © 2014 English & urdu poetry